SAD URDU SMS

WELCOME TO SAD URDU SMS SECTION
----------------------------------------------------------

Tumhari hansi ki ek nazar yaad aati hay,
Zindagi ki har shaam
subah nazar aati hay,

Jab say daikha hay tujhey dil ki
aankhon say,
Har shakal bus teri hi nazar aati ha..

--------------------------------------------------------------------------------------------------------

Maut bhi aa jaye aaj koi gum na hoga
Maar bhi jaye aaj to koi gum na hoga

Tadpaya aaj dard main mere aapno ko
Tadap ke maar jau
to bhi kaam na hoga

Jeete ji jalaya hai khamoshi ki aag main
Aaj koi katal bhi karde to gum na hoga

Sharminda hai hum apni
khamoshi par
Aaj zeher bhi de mujhe to gum na hoga

Maar gaye the par aaj nikla janaza mera
Zinda mujhe jala bhi douge gum na
hoga

Dil zaar zaar aaj roya ek baar maaf kardo
Na todenge dil tera yeh nadani fir na hogi >>

--------------------------------------------------------------------------------------------------------
--------------------------------------------------------------------------------------------------------
Ajnabi Shehr Lgy sorat-e-zindan mujh ko,
Le chaL ay mauj-e-Hawa soo-e-buyaban mujh ko,

Mein bhi bujhnay ko hon ay QatL'gaah-e-sheher
mgr,
Yaad rakhegi Teri sham-e-Ghariban mujh ko,

Tou keh darya pe barasta hai na sahra'on mein,
Apni manziL tou bta abr-e-Gurezan
mujh ko,

Apna Ghar kitna he weeran ho phir apna ghar hai,
Bistar-e-Khaak Lgy takht-e-SuLeman mujh ko,

Janta hon mein
khad-o-khal ki Qeemat "MOHSIN",
Aaina kr na sake'ga kbhi hairan mujh ko..!! >>

Jo dil main chupi hai woh baat bhi aane do.
meri zindgi main wasl ki woh raat bhi aane do.

dafn hain jo muddat se seene main mere
armaan
mere labon pe abke woh jazbaat bhi aane do.

Bahut gham sahe hain is maghroor zamane main
zindgi main khushi ke ab lamhaat
bhi aane do.

gar ab bhi nahin munasib aamad-e-yaar aarif
to meri janib maut ki saugaat hi aane do......! >>

--------------------------------------------------------------------------------------------------------
--------------------------------------------------------------------------------------------------------
Kya milta hai har pal tujhe mujhe azmane main
Kya milega tujhe charo taraf aag lagane main

Tum pal pal ho ruth jaate aab kya karu
main
Har pal mera hai guzarta tujhe manane main

Aaj dil hai udaas,nahi samjhni ab koi bhi baat
Aab dikti mujhe saazishe tere
muskurane main >>

--------------------------------------------------------------------------------------------------------
--------------------------------------------------------------------------------------------------------
KYA SILA PAYA HAI MAINE MERI CHAHAT KA
DHOKA KHAYA HAI MAINE AITBAAR KA
MAJBUR TOH THE HUM BHI ,PER HUM NE WAFA NAIBHAYI
PER USNE
MAJBURI KE NAAM PE BEWAAFAI KI
SONCHA THA ALAG HAI VO IS DUNIYA VALON SE
PER VO BHI SAB KI TARAH BEWAFAA HI HAI
MAUT BHI NA AJAAYE KASH
AISE JEENE SE
ASHIQ-E-MOHABAT HOKAR DUUR HAI APNI HI CHAHATON SE. >>

--------------------------------------------------------------------------------------------------------
--------------------------------------------------------------------------------------------------------
Zindagi ko zindagi ne zeher banaya
Aapno ne aaj apno ko ajnabi banaya

Ther sa gaya zindagi ka har lamha
Kiya mujhe aapne aap se
aaj paraya

Dukh yeh hai saab ghair baan ke mile
Janey kis khaak se khuda ne hume banaya

Aaj bewafa zindagi ne chor diya
saath
Tabhi aaj maut ne hai pehlu main bithaya >>

--------------------------------------------------------------------------------------------------------
--------------------------------------------------------------------------------------------------------
Hamare jo aapne the na jane kab mehmaan ban gayein
Duniya ke is bhid me,achchanak anjaan ban gayein
Dhundti rahi nazar unhe har rah me har
modd parr!,
Par na wo mile ,na unki parchayi!,
jindagi to jaise bina unke suni aasmaan ban gayein!
Na aab hame shor-sharab bhati
hai,
Na mehfilo ki jagmagahat dil ko raash aati hai
Aab to ham jeene ke liye jiye ja rahe hein
Kyun ke tumhari yaad hi aab is bejaan
jism ki jaan ban gayein >>

--------------------------------------------------------------------------------------------------------
--------------------------------------------------------------------------------------------------------
Hum na honge to gum kise hoga yaha
Khatm har gum aur na koi dastaan hogi

Maut meri kitni bhi sangdil ho magar
Iss zindagi se to
laakh meherban hogi

Jiin doston ke liye maar rahe the hum
Shayad maarke hi meri kadardaan hogi

Yaaro zindagi hi zindagi ki
dushman hai
Sukun milega jab ruh maut ki baahon hogi

Thaak chuki hoon main roz roz ma
e se
Intezar hai kaab maut mujhpe
mehrbaan hogi >>